Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
yeh waqi mein ajeeb hai ![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
yeh waqi mein ajeeb hai ![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
In 5 shairon ko ye samajh kar padhen ke ye ek ek shair, 5 alag rikshaws ke peeche likhne ke liye hai.. Hosakta aap ki herat main kuch kami ho ![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
wwwaaaoooo.
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
Welcome Jaanu ![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
jaanu:hayaa:
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
thanx
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
aapki betakkalufi dekh ker hosh ur gaye the…:D…jaanu…![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
Per inka nick jaanu hi hai, aur be takallufi insan ki insan ke sath hi hoti hai ![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
thik hai magar zyada khush na hoyiye wo bhi ek male hi hain...................:D
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
agey agey dekhen hota hai kea… last 3 years mehfil mein aana saka kea hua… aab ayega maza…![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
Ar janwar aur parindo ke saath takalluf se pesh ate hain?![]()
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
thik hai magar zyada khush na hoyiye wo bhi ek male hi hain...................:D
Jaan e biraadar.. ye to mujhe bhi pata hai ke janab janu ek male id hai.. per itne dino baad unki post dekhi to dil Bagh o bahar hogaya.. Itni si baat ko aap ne dil pe le liya.. Janum hattori, aap be fikar rahen hamare dil main aap ka ek khas maqam hai
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
thik hai magar zyada khush na hoyiye wo bhi ek male hi hain...................:D
;)
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
Haan doggies ke sath to maine kabhi be takalufi nahin ki..
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
aur murgi ke jo ande kha jate hain ya kabhi murgi ka murga hi chat ker jaatein hain wo kya hai?
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
Jaan e biraadar.. ye to mujhe bhi pata hai ke janab janu ek male id hai.. per itne dino baad unki post dekhi to dil Bagh o bahar hogaya.. Itni si baat ko aap ne dil pe le liya.. Janum hattori, aap be fikar rahen hamare dil main aap ka ek khas maqam hai
zor ka dhakka dhire se laga...........
ninja sahab dil bardashta na hon.
aap kahen to main apna nick badal lunga
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
aur murgi ke jo ande kha jate hain ya kabhi murgi ka murga hi chat ker jaatein hain wo kya hai?
Wo to murghi khwamkhah ka takalluf karti hai..
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
zor ka dhakka dhire se laga........... ninja sahab dil bardashta na hon. aap kahen to main apna nick badal lunga
ji badal lein agar aap larki hote to mujhe aitaraz ho sakta tha apke nick badalne per.............:D
Re: Ajeeb o Ghareeb Shairi
ji badal lein agar aap larki hote to mujhe aitaraz ho sakta tha apke nick badalne per.............:D
aap Jani keh do..........
hahahhahah;)