**
Ajeeb hai mohabat zamana janta hai
Na wo mari mantee hai na main us ke manta hoon **
Re: Ajeeb mohabat
kafee Ziddee legtei hei wo dono:hehe: ![]()
Re: Re: Ajeeb mohabat
yahi lagta hai…
:D…
anywayz… thnx for sharin:flower1:…
nahi baat sir yeh hay keh aaj kal office main raat ke 10 bajay garam panni nahi milta ;)
tthanday tthanday panni say nahana chahiay ..........
gana aay yaa na aay gana chahiaaaaaaaaaaaay ...
tthanday tthandaaaayyyyyyy
kabhi sihra kabhi jungle main rehna bhi aaj maloom howa nehayat hi behooda kaam hay .. .saray zooq ka satiya nass ho jata hay :(
hum bohut udass ho gay
:)