Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

***

Sisakti pya’aS laboo’N paR firaat ankhoN main

Phir is ko damn-e-dil maiN kaha kaha rakhay
Sameait saktay haiN jo kainaat ankhoon maiN

Tumhay tu gardesh-e-dora’N nay ronD dala hai
Rahi na koi bhi pahli si baaT ankoo-n maiN

Woh bewafa kabhi itna bhi kuB tha beganA
Na berukhi na koi iltfaaT ankhooN main

Bikhar gaye hain milan kay tamaM din “haider”
Thahr gaye hai judayE ki raat ankhoon maiN

Tumhay tu gardesh-e-dora'N nay ronD dala hai
Rahi na koi bhi pahli si baaT ankoo-n maiN

nice.

Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

:k: :teary3:

Woh bewafa kabhi itna bhi kuB tha beganA
Na berukhi na koi iltfaaT ankhooN main

ye sher to bahot hi pyaara laga mujhe...

A great choice as ever, Chand jii....

thanks jano nazish and pramod gi :-)

Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

Bohat khoob CC:k:

:-(

Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

**

Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN
Sisakti pya'aS laboo'N paR firaat ankhoN main

Phir is ko damn-e-dil maiN kaha kaha rakhay
Sameait saktay haiN jo kainaat ankhoon maiN

Tumhay tu gardesh-e-dora'N nay ronD dala hai
Rahi na koi bhi pahli si baaT ankoo-n maiN

Woh bewafa kabhi itna bhi kuB tha beganA
Na berukhi na koi iltfaaT ankhooN main

Bikhar gaye hain milan kay tamaM din "haider"
Thahr gaye hai judayE ki raat ankhoon maiN
[/QUOTE]

**
"Islam zinda hota hai har karbala ke baad"
**

CC:
marvellous one :k:
thanks for sharing…

thanks for liking :-)

** wiseguy** beshak ..... lakin ghazal ko zara gor say parhay :p

awesome:teary3::k::k:
thanks:flower1:

:crying:

ccccc boht achei hei ronei walee :crying:

Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

**

Sisakti pya'aS laboo'N paR firaat ankhoN main

[/QUOTE]

nice... :D

Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

Wah :k:

Zabardast:flower1:

Re: Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

:bailan::hehe:

Re: Re: Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

:eek: :eek: :nono3:

Re: Re: Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

Tumhian kaysay pata chala mujhay bhook lagi hai :slight_smile:
shabash alo walay parathay bana do
duain doon ga :wink:

wow,
Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN
Sisakti pya’aS laboo’N paR firaat ankhoN main

love it :flower1:
thanks for sharing. :slight_smile:

Re: Re: Re: Re: Ajeeb karb-o-bala ki hai raaT ankho maiN

Mujhay paratha banana nahi ata :bummer: