*Ajeeb hijr parasti the uss ki fitrat main
Shajar kay tute pate taalash karta tha
Tamaam raat wo parday hata kay chand kay sath
Jo kho gaye they wo lamhay taalash karta tha
Duaain karta tha ujraye huwe mizaroon par
Baray ajeeb sehray taalash karta tha
Mujhe to ajj bataye he badloon ne wasi
Wo laut aane kay raastay taalash karta tha*