larzish nigha main, lehjay main luknat ajeeb the
es awwaleen wisaal ki weshat ajeeb the
khirkee main aa kay chaand nay jhapki naheen palak
kal shab mayray makaan main sohbat ajeeb the
larzish nigha main, lehjay main luknat ajeeb the
es awwaleen wisaal ki weshat ajeeb the
khirkee main aa kay chaand nay jhapki naheen palak
kal shab mayray makaan main sohbat ajeeb the
Wah... So deep
Thanks for sharing...
lovely :k::k:
in a little bit connection with ur band,
is shehr-e-kharabi main gham-e-ishq k maray
zinda hain yahi baat bari baat hay piyaray
yeh hansta hoa chaand yeh pur noor sitaray
tabinda-o-paienda hain zarroon k saharay
hasrat hay koi ghuncha hamain piyar say daikhay
arman hay koi phool hamain dil say pukaray
har subhah meri subhah pay rooti rahi shabnam
har raat meri raat pay hanstay rahay taray
kuch or hain kaam hamain ay gham-e-janaan
kab tak koi uljhi hoi zulfon ko sanwaray
:)
:k: nice one ![]()
:k:
Re: ~~ Ajeeb Halat ~~
bohat khoob :k:
listener ji zabardast selection :k:
nice:k:
larzish nigha main, lehjay main luknat ajeeb the
es awwaleen wisaal ki weshat ajeeb the
wah kya baat hai :k:
khirkee main aa kay chaand nay jhapki naheen palak
kal shab mayray makaan main sohbat ajeeb the
ahamm…well nice again :k: