Ajeeb din

Bujhay Bujhay say Ajeeb din hain Khwab hai na Khayal koi
Na Manzaron main koi Kashish hai na Mausmon main Jamal koi..

Re: Ajeeb din

Kiyun aap ki bijli nahin aa rahi kia?

Re: Ajeeb din

Bujhay Bujhay say bulb hain e.saver hai na emergency light koi
Na pankhon main koi hawa hai na kamray main light koi..

ab main kya kron batanay wala nahi koi

Re: Ajeeb din

hAHAHA @ MUWAQEE ...

Achcha shair hai ...germi lag gaeii hai shayed uss mein aesa he hota hai