Ajb Shakhs

Woh jise samajhtay thay zindagi
meri dharkano ka fareb tha
mujhay muskurana sikha kay woh
meri rooh tak ko rula giya

woh kay jis ko panay ki cha’ah main
main kabhi jo khilta gulab tha
meri patti patti bikhar gayi
mujhay aisay thokar laga giya

ajab shakhs tha woh kabhi mujhay
jo samajh kay bhi na samajh saka
mujhay chahata bhi ghazab ka tha
mujhay chor kar bhi chala giya

http://www.facebook.com/ajax/messaging/attachment.php?attach_id=c5a9146b7fd362950eb801f654e6ffb6&mid=baf4debe47da48de89bda9e65424d7ca&ext=1334253269&hash=AQBvD1fM_SPxK07t

Re: Ajb Shakhs

waqai ajab hai.. Nazar hi nahin aa raha.. :hmmm:

Re: Ajb Shakhs

Hope you can see it now -

Woh jise samajhtay thay zindagi
meri dharkano ka fareb tha
mujhay muskurana sikha kay woh
meri rooh tak ko rula giya

woh kay jis ko panay ki cha'ah main
main kabhi jo khilta gulab tha
meri patti patti bikhar gayi
mujhay aisay thokar laga giya

ajab shakhs tha woh kabhi mujhay
jo samajh kay bhi na samajh saka
mujhay chahata bhi ghazab ka tha
mujhay chor kar bhi chala giya

Re: Ajb Shakhs

woh kay jis ko panay ki cha’ah main
main kabhi jo khilta gulab tha
meri patti patti bikhar gayi
mujhay aisay thokar laga giya

Nice sharing :k; Isn’t the them of this poem matched with this:

Re: Ajb Shakhs

:lajawab: