ajao

gham he sahee dil he dukhanai ajao
akar mujai akela chor kai janai kaileai ajao
kuch to mera pyar ka baram rakh
tu be to kabhi mujko be mananai kaileai ajao
phelai sai baram na sahee phir be kabhi to
meh aaj zakham taza karnai kaileai ajao
kis kis sai bayaan karu bewafe tere
tu mujsai khafa heh to kise aur ko milnai to ajao
aik umar mai hoo milnai intazaar mai
aa bewafa phir sai mujko rolanai kai leai ajao
bewafa ab tak hootujsai umeed waar
yeh aakhree khwaaish heh be minanai kai leai ajao


khwabb adhurai sahee…
khawaab saharai to heh!

awwwwwwwwww so nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif


**]/] ]] $ ] ] ]/] **

~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~

Nice…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


Registered & Officially
— Pangay Baaz —

Rude Boyz Rulez

**Acha kalaam hai Ayesha sahibaa..bass thorhee se mehnaat mazeed darkaar hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

lekiN maiN aapko suggestion dooNga keh apne khaiyaalaat ka Izhaar agar aap
Nassri NazooM meiN kareiN to ziaada munasib hogaa uss se aap ki Shairiy ko Buniyaad milegi aur aapke Khaiyaalaat ko mazeed pukHatagi…
Jaddeeed Shari mei nasri nazmeiN bhi aik apni Ehmiyat ki haamil hoti haiN…!!!

Bhaar haal aap Bura na manaiye gaa maiN Kam-Ilm Insaan hooN..apne Ilm ke mutaabiq aapko Raaye di hai…Tanqeed ya Talqees karnaa mera hargiz hargiz maqsad nahIn hai..nalkeh
aap ke Shauq aur Zauq ko Madd-e-Nazzar rakhte huwe aapko aik Mashwara diya hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

**
wasslaam Khaaksaar
Tassneef


Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam’haa lam’haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub’ho Shaam kehnaa

tasneef-
what does nassri nazoom mean?


khwabb adhurai sahee...
khawaab saharai to heh!

Azaad NazmeiN..jin meiN Behr, Radeef Aur Qafiaa ki Pabandi nahIN hoti

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif