Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay “SAQI”
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
![]()
agreed agreed …
khao ya khaye jaao wala hisaab hai
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
Kia baat hai… matti ka putla aur shadi ka laddoo
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
ye shadi ka laddo kahan se aa gaya beech mai ![]()
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
jaise matti ka putle aur wafa ka taluq hai, waise hi matti ke putle aur shadi ke laddoo ka taluq hai
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
You are good with words ![]()
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
Hmm…
kia baat hy Bro abhi sy LADDOO yaad aany lagy, Kia maamlaat nazdeek hyn..??
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
^:hehe: lug tou aisa he raha hai
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
dusra misra
shadi se pehly
shadi ke baad
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
^zaati tajrba hai kya ? ![]()
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
Abhi koi irada nahin, lekin jab irada hua to deir nahin karoon ga
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
naik kaam mai deiri nahi kerni chahiye ![]()
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
Aap to aise keh rahi hain ke dunia main sirf ek yehi naiki baqi reh gai hai ![]()
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
nisf deen hai ![]()
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
Nisf safai nisf shadi.. lo ji qissa hi khatam
Re: Ajab Tamasha-Gar Hain…
Dekha deen kitna asaan hai ![]()