Aik nazm jo mainay recently he likhi thee.. kuch na’mukammal si hai magar jitni hui utni share kar raha hoon..
Ajab hai muhabbat ka tarz-e-wafa
ke khamoshiaan ban gai hain duaa
buhat beqarari, sitam inteha
mujhe ishq janay ye kese hua
laga jese dharkan hai ruk si gai
dil e muztarib ko jo tu nay chhu’aa
(Ahmer)
Dania
2
Re: Ajab hai muhabbat ka tarz-e-wafa..
khaamoshii bann gayee hai dua…
:k: very nice
Aryaan
3
Re: Ajab hai muhabbat ka tarz-e-wafa..
Good One Ahmer..:k:
Re: Ajab hai muhabbat ka tarz-e-wafa..
thanks a lot Dania and Aryaan.. :)
Re: Ajab hai muhabbat ka tarz-e-wafa..
Nice. :k:
Need very simple and little alterations 
Re: Ajab hai muhabbat ka tarz-e-wafa..
bht khoob
Re: Ajab hai muhabbat ka tarz-e-wafa..
wow Its Cool And Nice 
Re: Ajab hai muhabbat ka tarz-e-wafa..
Thanks friends :)
Mashallah its reallyyy goodddd