Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

Ajab Kashmakash Kay Rastay Hein …

**Ajab Kashmakash Kay Rastay Hein **
Bardee Kathin Yeh Musaftein Hein
Mein Jiss Kee Rahon Mein Bich Gaya Hoon
Usee Ko Mujh Say Shikayatein Hein
Shikayatein Sab Baja Hein Lekin
Mein Kaisay Us Ko Yaqee’n Dila’un?
Ussay Jo Bhoolun Tau Mar Na Ja’un
Mein Iss Khamoshee Kay Imtehan Mein
Kahan Kahan Say Guzar Gaya Hoon
**Usay Khabar Bhee Nahin Hai Shayad **
Mein Dheeray Dheeray Bikhar Gaya Hoon

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

Buhat Khoob :~)

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

dheere dheere dil mei sama gayee ye :) nice sonia

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

Usay Khabar Bhee Nahin Hai Shayad
Mein Dheeray Dheeray Bikhar Gaya Hoon

Wah,,,beautiful..

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

thanx for ur appreciation!!
:)

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay…

Apriciated :bb:
You are going well sJ !

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay…

Very impressive soniaa_jee :k:

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

thanks :)

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

wah very nice thx for sharing

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

Thanks dear :)

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

beautiful :)

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

achi hay poetry magar kaee swaal uthtay hain is ko parh kar

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

beautiful Sj

Re: Ajaab Kashmakash Kay Hain Rastay...........

main dheeRay dheeRay bikhaR gaya ..v nice :)

very nice