hum ghor saware ke liye gaye hue the keh keh hum hamari ghori say phisal gae aur nichay gir pare.utnay main sher kaheen say nikla aur hum pe hamlay ke soch main tha ek hum ne osay apna ek shair suna diya.bas wo wahen say wapis bhag gea aur is tarha ek bar aur Khuda ne hamari jaan bachai:shikra:
uff hamara dil abhi bhi dharak raha hai..
Re: aj yuun hua keh
are you sure aap nay shair he sunaya tha...maybe woh kisi aur cheez say der ker bhaag gaya ho..:D
ek shair sunatay hainaap ko ,zara wazni hai shair
yeh anhekin phaar phar kya dekhta hai,ja kha bateir:snooty:
agar aisa hua hai to wo kya cheez hogi…jis ke waja say hum bach gae
P_G
June 19, 2008, 6:20pm
5
Re: aj yuun hua keh
loin ka zooq acha lagta hay tubhee app jaisai bay zoq ko nahi khaya
jo bhi hai..jaan bachi to lakhoon pae
ek shair sunatay hainaap ko ,zara wazni hai shair
yeh anhekin phaar phar kya dekhta hai,ja kha bateir:snooty:
agar aisa hua hai to wo kya cheez hogi…jis ke waja say hum bach gae
aqalmand k liyay ishaara he kafi hai…
P_G
June 19, 2008, 6:23pm
9
Re: aj yuun hua keh
kia kerna hay jaan bacha ker ? mer jatay //jan chootee is duniya k jhamaylooN say !
tum phir bach gaye
shayed kuch naik amal kaam aa gae..nahi to:snooty:
hum jantay hain hamari bohat ba-roob sakhseeyat hai
sher ko bhi humein dekh kay paseenay aa gae
hum to mar jate magar aap ka khayal koun rakhta:shikra:
chalo next time kaam nahi aye ge
alijah shair ko darr tha k ager woh itnai charbi walai insaan ko nighlai ga to shikaar karnai sai mehroom ho jai ga motapai ki waja sai. ..
alijah ab humain aap ki asliat maloom ho chuki hai hum aap se batameezi nahi karna chahte
aap humain apna moun kholne par majboor na karain chacha huzoor
aap dua goh raheiye ga:shikra:
agar aap ghoray ke baat kar rahe hain to wo bhi bohat patla hai
aur hamara:shikra:
humein bhi:shikra:
Re: aj yuun hua keh
kal raa malik AQ ne cadet ne itna tang kia 4 buje gai hon sonay
wese me 11 buje uth gai thi GS pe abhi ai hon