aj mere dant main dard ho rahi hai

samjh nahi aa raha kya karoon:hmmm:

Re: aj mere dant main dard ho rahi hai

Go see doctor yaar :khumar:

lady doctor nahi thi is liye wapis aa gea:blush:

Re: aj mere dant main dard ho rahi hai

main hoon na immu mere pass aa jaana tha :chai:

Re: aj mere dant main dard ho rahi hai

:@: main ek mukka maroon?

tu yaar tunay kon sa ultrasound kerwana tha … aik daant he tu tha … :chai:

woh insanoo ka doctor ke baat ker raha ha :cb:

:sheyn:

Re: aj mere dant main dard ho rahi hai

I think ek muka theek rahe ga, sab ke sab dant bahar aa jain ge yeh roz roz ki problem hi nahin rahay gi :chai:

Re: aj mere dant main dard ho rahi hai

Kisi larki ney mukka maar diya kia?

lerkiyon ka mukka hota ha ??? :confused:

Haan hota hai, aur lagta bhi kafi zor sey hai, woh tou hum larkey hi dheet hotey hain jo aagey sey muskra detey hain :smiley:

Re: aj mere dant main dard ho rahi hai

JI moti wali ka jab mukka parhta hai insan ko din main taray nazar atay hain :P

per sir jee woh tu muukii hoti ha … mukka thoori hota ha … :chai:

orr larkion ko kissing karo, kissi baychare kee badwah lag gahe ho ghe

Moti larkiyon ka tou mukka hota hai :bummer:

app ko kasay pata badwah deti haan … kia pata ander ander sa duiyaan deti hoon … :cb:

oorr kitni moti ka mukka hota ha … any weight range :stuck_out_tongue:

Re: aj mere dant main dard ho rahi hai

Immy bhai mujhe meri mama ki dua hai. Aaj apki behan aap ko ek dua deti hai keh aap ko aisa zabardast mukka paray ke sari zindagi yaad rakhain :wink:

Moti larkiyon ka tou mukka hota hai :bummer:

laghta hay kafee experince hay mukkaon kah

Bechari Behnooo ka naam tu na badnaam karoo … :smack:

I would say 150+ lbs :hmmm:

Mukkon ka tou nahi, lekin larkiyan jo baat kartey kartey bazu par haath marti hain, uska kafi experience hai. Aik larki kuch ziada hi marti thee, baat baat par, ussey meney kah diya STOP HITTING ME, YOU THINK IT DOESN’T HURT BUT IT DOES :frusty2: