jab chand har roz sham main dhalnay lagay
jab sooraj din charhay garoob honay lagay
jab loog bewfaye ka tazkra kernay lgein
jab sab he galiyan, raastay ujarnay lagein
jab ankh har waqat num rehnay lagay
jab dil zaar zaar ronay lagay lagay
jab har taraf udasi cha jaye
jab dunia say dil ghabra jaye
tab smajh lena!
smajh lena kay
aj ik our zindge yaad bun gayi
aj ik our basti ujer gayi
aj ik our ‘adhori kahani’ bun gayi!!!