Aj hamara

peit kuch bhari bhari tha to hum ne socha kyun na aaj sadhi ghaza khai jae

is liye hum ne aaj rasoi main haleem bananay ka hukm diya

wah kya zaika tha :shikra:…kabhi kabhi insaan ko sadhi ghaza bhi leni chahiye.

sehat ke liye acha hota hai:shikra:

allah na kare aap ke pait bhari ho

hum mar ga’ai hain kiyaa

:chai:

:aq: hum badhazmi ke baat kar rahe the begum nawazish jee:snooty:

:shikra: aur marein aap ke dushman

Re: Aj hamara

:cb:

Re: Aj hamara

zehaar kion na kha liya woh bhi bare sada ghaza hay

Re: Aj hamara

^ Aye behen, tum hamesha aisee jali kati baatain kerti ho yaa aaj koi khaas wajah hai

Re: Aj hamara

BNA anty aaj aap ayain hain to khass mauka hai na :wink: Jo zadah khana khaa liya karain adhi bottle zeher ki penay se insan theek hojata hai :@:

Re: Aj hamara

kis ki haleem thi :hmmm:

aur akele akele kha gaye Na-Ma-Kool :smilestar:

LOL…begum sahiba, waisay woh pair bhari hona hota hai :wink:

agar aap apnay hathoon say khilkaein to humein shouk say kha lein ge:shikra:

:aq: sada ghaza thi..aap ne kha ke kya karni thi?