aj bhi waisa hi mosasm hai…
aj b waisy hi badal hain…
aj bhi waisy hi barish hai…
jab hum pehli baar mile thy…
yad hai tum ko ye socha tha…
hum ko milte dekh k mosam itna khush hai…
itna khush k.................
us ki ankhain bheeg gai...................
aj magar hum jaan gaye hain...............
mosam us din kyun roya tha…