** --------------------------------------
**
**
*Ussay Badloo’n Nay Chura Liya * keh Woh Badloo’n Ka Makee’N Tha
*Kabhi Murr K Yeh Bhi Tou Daikhta * Keh Mayra Wujood Zameen Tha
** Wahee Ek Sach Thaa Aur Is K Baad Saari Tohmatain Jhoot hain
*Mayray Dil Ko Poora Yaqeen Hay * Woh Muhabbatoo’N Ka Ameen Tha
** Ussay Shauq Tha K Kissi Jazeeray Par Uss K Naam Ka Phool Ho
*Mujhay Pyaar Karna SIKHA Gaya * Mayri Jaan Kitna Zaheen Tha
** Kabhi Sahloo’n Pay Phiro Gey Tou Tumhain Seepiyaa’n Hee Bataingee Mayree Aankh Main Jo SIMAT Gaya Woh Ashk Sab Say HaseeN Tha
** ____________________
**