**
Jaab Sagar hoo
Ankhoon main Chuppa
Kuch dil hoo tuta tuta
Aur mausam bhi bheega bheega
Aisay main agar badal Barsain
Ruth main Barsain
Bey Ruth Barsain
Ye Socha hai Aksar Main Ney
Ye Badal Mujh Sey Achay Hain
BhoJaal Hoon Baraas Tu Jatay Hain…
BhoJaal Hoon Baraas Tu Jatay Hain. …!!!