_Nazish
1
Aankhon Ko Choo Rahey Hain Sitaron kay Narm Haath
Palkon pay aaruki hay tamanna e kehkashaan
Zulfon kay taar taar say phootee hain mastiyan
Honton ko choomtee hay shararat say chandni
Peron ki larzishen hain surahee ki hichkiyan
Raston main har taraf hian gul e yaasmeen khiley
Khushboo main kyun na baandh lain kirnon kay haar hum
Suntey hain chandni yunhi barsey gee raat bhar
Mujh ko pukariye to zara ehtiyaat say
Aisa na ho kay kaanch ki deewaar gir parey
Main khuab kay safar main hoon Aahista Boliye… !!!
Amal
2
Re: Aisa na ho kay kaanch ki deewaar gir parey
Bohat khoobsoorat nazm hey ~Nazish~:k:…thanx for sharing with us.
Swera
3
Mujh ko pukariye to zara ehtiyaat say
Aisa na ho kay kaanch ki deewaar gir parey
Bohat achay .:)
awesomeeeeeee nazammmmmmmmmmm...thanxxx a lott fer posting....:)
Nice...........
Ma-e-gullfaam hote ja rahe ho
Chulakta jaam hote ja reahe ho
Khuda ke waste roko adai..
Bahout badnaam hote ja rahe ho....
Re: Aisa na ho kay kaanch ki deewaar gir parey
buhat khoob :k:
chodhry
12
Bohat Khubsurat nazam hey, thank you Nazish :k:
SuraJ
15
Mujh ko pukariye to zara ehtiyaat say
Aisa na ho kay kaanch ki deewaar gir parey
Main khuab kay safar main hoon Aahista Boliye... !!!!
Zabardast !!!!!!!!