aisa kabi na karna

Savenstar2003 k liye.
Tum rooth jao mujse
aisa kabi na karna
main ik nazar ko tarsoon
aisa kabi na karna…
main pooch pooch harun,
so so sawal kar k,
tum kuch jawab na do,
aisa kabi na karna…
mujse hi mil k hansna,
muj say he mil k rona,
mujse bicher k jee lo,
aisa kabi na karna…
tum chaand ban k rehna,
main dekhta rahun ga,
kisi roz tum na niklo,
aisa kabi na karna…
tum chalay jao jab b tou dekhoontumhara rasta,
tum lout k na aao,
aisa kabi na karna…

Re: aisa kabi na karna

7star waqai aaisa na karna :smilestar:

nice sharing taliba :k:

Re: aisa kabi na karna

Please bahai app is is ko kuch samjao nah please.

Re: aisa kabi na karna

:k:

Re: aisa kabi na karna

Maine kuch nahi kiya. Aur kuch aisa karna ka koi irada nahi hai. Ye kaam amir log karte hain hum jese poor ppl nahi.:smash::teary2::sheen:
Very nice poem. mere naam karne ka shukariya.:flower2:

Re: aisa kabi na karna

yeh kya samjaey gah…yeh khud nahi samajhta:bummer:
waisey nice choice taliba!

Re: aisa kabi na karna

:k:

Re: aisa kabi na karna

boys kabi nahi samjhte. Thanks.

Re: aisa kabi na karna

Hum kioun samjein app ho nah girls samjehne k liye?

Re: aisa kabi na karna

Hy :wave: Angotha chap kaha ho aj kal:waves:

Re: aisa kabi na karna

nice post Taliba

Re: aisa kabi na karna

Good piece taliba2007 :k:

Re: aisa kabi na karna

good...

Re: aisa kabi na karna

Thankx guys.

Re: aisa kabi na karna

Nice sharing, taliba :k: