Re: aisa he tou hona hai
oh ho! nahi aisa tau nahi kahtay; itee mushkil se tau amud huee bachay ko; pakistan main jo bijlee ki load-sheding ho rahee na us k baaray main hay ye poetry-numa; abhee abhee tashreeh karwaee hay main ney.
:@: 1 rs ki 4 fanta ki toffees aap ki huean