Aisa bhi hota hai?

Chalo bhai, sab se pehle toh aap sab ko humaara Salaam.
aaj hum yahaan se guzar rahe the toh socha ke chalo hum bhi kuchh bolte chalein.

Ab inn ‘Aurton’ ka toh kya kehna… Saara din ghar baithein aur TV dekhain aur phir uss par bhi shikaayat karin… Baaqi kahaan toh aap sab jaante hi hain. … ek minute peek

Chalein phir mulaakaat hoti hai. Ab toh baat hoti hi rahe gi, theek hai bhai.
Khuda-Hafiz.

aisa hi hota hai janab!
pehli mulaqat theek thi, khushi hui. :)


beyond the horizont°°°my heart gone

pehlay to walaikum assalam

lagta hay muft ki hajaamat kerwaanay kay iraaday say ghar say niklay hain aap..

theheryay..intezaar khatam huwa hi chaahta hay..

acha ab khuda hafiz

Oeee WS bhai panwariiiiIIiii:D

Yaar kahaN reh gaya tha , kitnay din say iss TuNia kaa paan nahee khaya:(

zara daina tou zahoor zafrani Raja jani wala, zara iss TuNia mayN hum bhe TuNN hooN PeeKay oops nahee khakay( kia karooon aadat bigar gaee naa;))

aay bhai miaN, yeh aurton…oops (((zara peek thook looN, bhai zara monh daina zara… achaa baba mohn naa do par gaalian tou naa do)))

Khayr tuo maabadolat kia furma rahay thay?

haaN yaad aaya wo football ka match! (((hayN yeh footbal kaa match kahaN say aagay???)))

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rotato.gif

O bhai miaN yeh Konsa paan khila diaaaaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pagal.gif

zara …
oopsss…
mera sarr…
Oh muaf karna khatooN mayN sumjha khumba hay:(
hy mera sarrrrrrrrrrrrrrr

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rotato.gif

Koi kundha … do… zara…!

Garam Masala Ji gaye aur Paan masala ji agaye...
r u guppiez both samething?
BUT welkum Jii Paan Masala :);):D
khush amdeid

paan massala ji aap bahut hi daikya noosi qisim ke paan wale ho,isliye ke aurton ki izzat nahi karte.bhala aurton ko ghar ke andar band kar ke kaun rakha hai .kabhi apni paan ki dukan pe joroo ko chalane dete to jaante
eng.paanmaasal you are very old fashionedb/c you keep your women locked.&complain.Sometime let your wife run your paan business then you will see!:o);O)

aadab aarz hai aap aur sab ko ~S