Dear All,
I am going to Pak this weekend but no electricity in my village… you know why???
mere village main 1 week back rat ko suddenly light chali gaii… It was as usual …but it did’nt come all the night…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
next day morning pata chala ke hamare village aur stah wale village se rat ko koi transformer utar ker le gaya hai…
kia bat hai …still no electricity…
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
ho sakta hay uss kay gaon main transformer ki zyada zaroorat ho
uss koo maaf kar daiN
Sannan
March 17, 2010, 4:41am
3
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
Challo Acha hay Jaan Chutti :shoaby:
No Load Shedding There
No Tension
LP
March 17, 2010, 4:48am
4
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
awwwwwwww:hugz:
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
Theek hai hans lo sub log…
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
Taar to chori hotay huay suna tha .. ye transformer hee le gaya koi.. thats first time I’m hearing something like that
Sannan
March 17, 2010, 7:53am
8
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
sufi bhai
Challo acha hay yah bhi sun lia
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
unho na soch…
na rahay ga baans ya bajay gi bansori … i mean … na rahay ga transformer na ho ge load shedding
itna na khaoo phaat jaoo gay
Sannan
March 17, 2010, 7:56am
11
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
har koi mairay khanay key taraf daikhta hay
challo phir yah theek hay na
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
yahan aisa hi hota he
sara sara din light nhi ati g :no:
Sannan
March 17, 2010, 8:10am
13
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
Acha bari news di hay g aap nay
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
ji bilkul
Esix
March 17, 2010, 8:36am
15
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
pure pakistan ka yehi haal hai
transformer le gaye to kya hua jo 2 ghante light aati hai wo bhi nahi aaye gi
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
han main news paar rahi thee k … chotay elaqoon main 17 say 18 hrs taak load sheeding hoo ge. how sad?
Sannan
March 17, 2010, 9:19am
17
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
DD bari maharbaani ittni bari Khush Khabri dainay key
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
Aaaaw i hate it when that happens, it happend to me in Pak once before the robbers came, but i had a Sten silenced sub machine gun with me fired blindly at them thank Allah no one got hurt and they ran away!
Hope you get problem fixed soon.
Re: Aisa bhi hota hai pak main…
I donate u another one, nxt time insured it:chupki: