Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
anti-husband for now ![]()

kia matlab ![]()
Re: Aisa Apna Husband Ho"......ba farmaish khawateen
matlab I don't want any husband right now :p
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
GS ka sab say shareef candidate for husbandcy ![]()
any one :love:
Re: Aisa Apna Husband Ho"......ba farmaish khawateen
Suniye,,, yeh marriege burue ka kam kuch zada hounarable nahi hai,, ap koi oor kam kia kijiye,,,,
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
Oay LaaLay, sub ko mera naam / pata nahi batana shuru kar daina ![]()
![]()
![]()
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
tera kia hoga Chittee_Biryani:D
Re: Aisa Apna Husband Ho"......ba farmaish khawateen
baltiiiiiiiii
khud kiya khyaal hai apna ;)
esa hubby ban sakte ho?:p
Re: Aisa Apna Husband Ho"......ba farmaish khawateen
khud kiya khyaal hai apna ;) esa hubby ban sakte ho?:p
Na baba main custom made nahi hoo
Jo hain jesa hain jiss haal main hain wali condition per milta hoo:D
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
![]()
yeh to sai baat nehi nah
zara programme meh editing kerni pere ghi ![]()
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
agar tumhari bhi yehi demand hain to phir bus tumhara bhi Allah hi Haifz hain
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
q ji?
mera q?
![]()
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
agar above likhy howi demand kero gi to phir husband goodh lena perey ga
standard sizes main issey husband nahi miltey
Re: Aisa Apna Husband Ho"......ba farmaish khawateen
kuch nehi hota
training kerwa lein geh :D
Re: Aisa Apna Husband Ho"......ba farmaish khawateen
thats why keh raha hoo key husband goodh leloo phir training kerti rehna jab tek bara hoga training complete ho jai gi
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
phir mai toh budhi ho jaon ghi ![]()
nai esai hi theek hain phir husbands…
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
Shabash ye howi na aqalmandoo wali baat:)
Re: Aisa Apna Husband Ho"......ba farmaish khawateen
:D theek hai :D
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
kia jawab dia hey dil kush hou gaya ![]()
Re: Aisa Apna Husband Ho"…ba farmaish khawateen
well said ![]()