Aik Udaas Ladka

aik roz koi tu sochay ga farzano ki iss basti main
aik shakhs tha pagal pagal sa jo batain theek he karta tha

barish kitarha purzoor na tha dariya ki tarha chup rehta tha
jin se usse pyaar balla ka tha tanay bhi unhe kay sehta tha

duniya nay usse khuch na diya par us nay jug ko pyaar diya
jaan rotay rotay khoo batha dil hanstay hanstay har diya

kiyon jetay je dargour howa kis chaha pay tun maan waar diya
tha kon dushman becharay ka kis dard nay us ko maar diya

aik rooz koi tu sochay ga
aur peroon bath kay rooo day ga.

            i am waqas ahmad chouhan

nick name is: vicky chouhan.

Very nice