system
June 26, 2002, 4:59pm
1
Waah mashallah Keya sehraa meiN nakHlustaan Basaaiyaa hai aap ne Princess Sahibaa Mashallah
Khoob Bail-BooToN se Muzaiyyan hai aap ka sher aur
Sher ki Gehraai bhi Mashaallah Sehraa ki Piyaas ki tarah gehri hai
keep it up sher aur Bail booTey dono Passand aaye
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Waaizo Aatish-e-DauzakH se JahaN ko tumne
Yeh Draiyaa hai keh kHud ban gaye Darr ki Soorat
system
June 27, 2002, 2:50pm
3
Originally posted by Tassneef:
**
Waah mashallah Keya sehraa meiN nakHlustaan Basaaiyaa hai aap ne Princess Sahibaa Mashallah
Khoob Bail-BooToN se Muzaiyyan hai aap ka sher aur
Sher ki Gehraai bhi Mashaallah Sehraa ki Piyaas ki tarah gehri hai
keep it up sher aur Bail booTey dono Passand aaye
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
**
thanks
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

Muddi
June 27, 2002, 4:25pm
4
Koi Bhee Mosam Hoo Dil Main Hai Tairee Yaad Ka Moosam
Keh Budla He Nahee Jaana’n Phir Tumharay Baad Ka Moosam
Lovely…!!
Meiji
Nayab
June 27, 2002, 4:41pm
5
Bohot khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
PalkooN peh laraazte askooN main tasweer chalakti hai teri…
Deedaar ki piyaashi ankooN ko ab piyaas nahin aur piyaas bhi hai …
system
June 28, 2002, 12:44am
7