Re: Aik sher ap sab ki nazar …
oh achchhaa…kabhii meraa to udhar jaanaa nahiiN huaa? chuNk aapkaa huaa hai is liye bataaiye k vahaN ahliyaaN-e-junooN ke mizaaj-e-giraamii kaise haiN? kia vo aaj bhii dast-ba-garibaaN haiN? ![]()
to, janaab-e-man, kia aapkaa dasht-e-junooN kaa aanaa jaanaa lagaa rahtaa hai yaa phir ‘one-time’ visitor hii the? ![]()