may ney kaha, zehen pay rehta hai boj say
us ney kaha, chup k kahein ro lia karo
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
may ney kaha, zehen pay rehta hai boj say
us ney kaha, chup k kahein ro lia karo
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
Hazaroon Gum Sahey Na Nikley Aankh Se Aansoo
Hum Ahel-e-Zarf Hain Peetey HAin Chalkaya Naheen Kartey.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Irfan Ismail
ishq ney ghalib nakam’ma ker diya
warna hum bhi they aadmi kaam k
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
Yehii Bohut Hay Kay Takraa Giya Hoo'n Lehroo'n Say..
Ye Aur Baat Kay Tofaa'n Kaa Rukh Badal Naa Saka
**
سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg
**
Even If You Are Basically Stupid
You Can Still Meet Nice People !
girtey hain sheh-swaar hi meydaney jung may
wo toful kya girey jo gothno’n k bel chaley
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
[This message has been edited by Mahee (edited March 29, 2002).]
Kaafi dinon jeeya hun kisi dost ke baghair
Ab tum bhi saath chorne ko keh rahe ho khair
[This message has been edited by Perfectionist (edited March 29, 2002).]
bhool janey ka kesay tujhey tassavur ker loin
meri her saans wabesta hai teri yadoin say
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
yaad karna bhi na chaho gay toh yaad aaein gay hum
tere khwaabon, teree yaadon mein bas jaaein gay hum
meree tasveer ko dekho gay har-ikk shay mein magar
jab teree pohonch se bohat dooooor ho jaaein gay hum
zindagi zinda billi ka naam hae...!
un say milnay ka kya sawaal adam
wo sada merey pass hotey hain…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
jee haan...
tum mere paas hotay ho
jab koi doosra nahin hota
aur
tum hamaaray kisi tarha na huay
warna dunya mein KYA nahin hota! (Momin)
zindagi zinda billi ka naam hae...!
Hum Haqeeqat Hain To Tasleem Na Karney Ka Sabab.........Haan Agar Harf-e-Galat Hain To Mitaa Do Hum Ko.
Irfan Ismail
[quote]
Originally posted by RahGeeR:
**Hum Haqeeqat Hain To Tasleem Na Karney Ka Sabab.........Haan Agar Harf-e-Galat Hain To Mitaa Do Hum Ko.
**
[/quote]
hum ko mita sakey ye zamaney may damm nahi
hum say zamana khud hai, zamaney say hum nahi
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
Chhahat Chhahat Kya Karte Ho
Yu To Humhe Chhahne Wale Bahot Hai
Lekin humhe Unki Chhahat Na Milpayee Jinhe Hum Chhahate Hai!
Dating is like a mall parking lot. All the good spots are taken and the rest are handicapped