tu badulta hay to baysakhta mere ankhain
apnay hatoan ki lakeeroan say ulajh jate hain
very nice :k:
wah wah bahut khoob :k:
Woh bichra thaa jo hum se urooj-e-bahaar mein
Us hamsafar ka humein koi pata day
Mere tamaam rut-jagoon ka haasil thaa woh shaks
Us wada-e-shanaas ko ja kar koi bata day
Buhat Khoob:k:…
bohtu Aala:k:
Bohat acha hai... keep posting...
Re: aik shair..........
[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
tu badulta hay to baysakhta mere ankhain
apnay hatoan ki lakeeroan say ulajh jate hain
[/QUOTE]
Wah .....
ab es ka jawab mulahayza ho
Likha tha tayra naam haath ki lakeroon par
tayray baghair kahan ja kay haath phaylatay