Aik Shair

Main uss ko daikhta rehta tha hiratoon say Faraz~
Yeh zindagi say ta’aruf ki ebte’da thi meri

Wahhh :k:

Re: Aik Shair

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Main uss ko daikhta rehta tha hiratoon say Faraz~
Yeh zindagi say ta'aruf ki ebte'da thi meri
[/QUOTE]

Ibteda-e-JHATKA hai rota hai kya
AaGe aaGe dekhiye hota hai kya ;)

Nazish...

App nay theek kaha.... dekhtay hain kiya hoota hai.... magar ya jhatka diya kis nay hai... Azad jee

Main mar mitta to woh samjha yeh intehaa thi meri
Ussay khabar hi na thi, khak keemya thi meri

Main chup howa to woh samjha keh baat khatm howi
Phiruss kay baad to awaaz ja baja thi meri

goodie :k:

Re: Aik Shair

Wah Wah.....Kia kehnay......zabardast

bohut khoob:k::k:

hey Gazal long time no see … kahan ho bhai???

Beautiful:k::slight_smile:

Thannk you all ....... Nawazish

Baher baarish ho rahi hay, hasb e haal Rohi~ jee ka aik shair ... hassas dilon kay liay ...

Woh meray dil pay barra ekhtiyar rakhta hay
Yeh ayteraaf mujhay sog'waar rakhta hay

Nice :k::k:

humara sog’wara hona nice laga aap ko?