Aik shair..............

Re: Aik shair..............

mein jiss say milta hoon wo mugh say rooth jata hai
maray mahboob nay hi ki maree jag rasayee hai

chahoon mein bhi aagar is ko badnaam kar doon magar
khuda nay maree tabiyat aaysee nahi banayee hai

takleef jo is ko ho mein phoot kay roo parta hoon
jallan hai apnee jaga, aur ye bhi ek sachchaee hai

jab jazb-e-ishq utha too mughay maloom na tha
kay samandar-e-ishq nay kitnee kishteyan dobayee hai

sonia jee kuch shair add kiyay hain ....................koyee jawab nahi hai plz dont mind.........