Aik shair

Re: Aik shair

shair kyaa likhain
jo likhtay hain
ek dum se
delete ho jaatay hain

ab dar itna lagata hai k
giriftaari honay waali hai!

(mauf karna, Amal ji,
duniyaan ki doosri
zabaanon k shair kitnay hi
bistron aur paanion se bharay hon,
urdu k shairon main yahaan,
kisi bistray aur paani ka zikar,
bhool kar bhi nahin karoon ga)