Aik shair

Re: Aik shair

mujhay mauf karna -
tasweer say gender
wunder kuch patta
nahin lagta hai

isay dekh kar kuch
saaf saaf khass
se nahin lagta
yeh kyaa hai

yeh hai ab naya revision:

jab tak Fernanado Pessoa ko nahin parogay,
tumain ye baat samaj main nahin aayey gi

agar hum se hi sun-na chahtay ho
to sulekha dot com par jaao
aur 'whitewings' ki nazmain paro
Fernando Pessoa kya kehta hai