.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
…
Jo safar ikhtiar kartey hain wohee darya ko paar kartey hain
Jhutey waday kia na kar hum se hum tera aitibaar kartey hain
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
…
Jo safar ikhtiar kartey hain wohee darya ko paar kartey hain
Jhutey waday kia na kar hum se hum tera aitibaar kartey hain
TERI YaaD
..
.
.
.
.
**is moosam main jitne phool khilain ge
un main teri yaad ki khushbuu her su rooshan ho gi
pata pata bhoole basre rangoon ki tasweer banata guzre ga
ik yaad jagata guzre ga
is moosam main jitne taare aasmaan pe zahir hoon ge
un main teri yaad ka paikar, manzar manzr uryaan ho ga
teri jhil mil yaad ka chehra roop dikhata guzre ga
is moosam main
dil duniya main jo bhi aahat ho gi
un main teri yaad ka saaya geet ki soorat dhal jaye ga
shabnam se aawaz mila ker kaliyaan us ko doohraaain gi
teri yaad ki sun gun lene chaand mere ghar uutre ga
aankhain phool bichaayin gi
apni yaad ki khushbuu mujh ko daan kero aur apne dil main aane do
yaa meri jhoolii ko bhar do yaaa mujh ko MARR jaane do:teary1: **
Re: ! AIK SHAIR!
v nice being lonley :) thanks for sharing with us
Re: ! AIK SHAIR!
Jo safar ikhtiar kartey hain wohee darya ko paar kartey hain
Jhutey waday kia na kar hum se hum tera aitibaar kartey hain
very nice........lonely
Re: ! AIK SHAIR!
bohat bohat accha being only
Re: ! AIK SHAIR!
Chahey narazgi hazar ho jaye,
Tera roothna bar bar ho jaye,
Magar itni door na jana ke,
Ek umar intizar ho jaye.
Re: ! AIK SHAIR!
![]()
Re: ! AIK SHAIR!
Gr8