Aik shair

Hum to dewanay hain. apnay aap se beganay hain
Woh to teri yaad hay jo aa jati hay weeranay main

Adab Arz
(Azad)

hummmmm ;)

Wah kiya baat hai...

Hum tu dewanay hain...

Yaar Azad aap ka Hum aap kay shahari main thora choota nahi hai... aap ka original hmmmmmm hona chahiya tha na

Koyoon dostooooooo

?????????????????

Re: Aik shair

gar yaad hamari ab aye, uss ko dafna kar ji lena
gar aankh kahiN phir bhar aye, har dard ka ansoo pe lena
wo teray jijr maiN rul dhul kar, jab maut ko hum ne apnaya
tab aankh utha kar mar na sakay, ab aankh jhuka kar ji lena
(Black Mamba)

:smiley: Azad bhai, aapke mehboob ki taraf se maiN ne jawab de diya. :smiley: sowwy. :hula:

:k:

nice shair :)