Aik shair - test kay liyay

Humnay uni yadon main…ro ro kay drum bhar diyay
wo bay wafa ayee…aur naha kar chal diyay…

..Shukriya shukriya

Hunay changed to Humnay for clarification purposes … we techies should not come here … :slight_smile:

plz upgrade to Administrator of poetic technologies!

wah wah

hamra bhi glass bharnay wala tha poetry forum ki yaad main :D

katoray bharo yaa drum bharo
sazaa hay yehi badd-zoqi-e-ijmaal kee
tum par loug fiqray kassain
baat ho jubb aalaa iqtedaar kee:D

:k: :k:

Re: Aik shair - test kay liyay

who me aur poetry main? :eek: :eek: :eek:
wese, good to see you wasting time here :smiley:

bohat aala zoq paya hai :k:
:stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *
katoray bharo yaa drum bharo
sazaa hay yehi badd-zoqi-e-ijmaal kee
tum par loug fiqray kassain
baat ho jubb aalaa iqtedaar kee:D
[/QUOTE]

LOL

nice
and I dont' think so poetry is a wastage of time...

who---me

Please stay away, as far as possible, from Poetry. Aap ka hum sab pe bara ahsan ho ga.

Re: Aik shair - test kay liyay

[QUOTE]
Originally posted by who---me: *
Humnay **uni
* yadon main...ro ro kay drum bhar diyay
wo bay wafa ayee....aur naha kar chal diyay...

..Shukriya shukriya

Hunay changed to Humnay for clarification purposes ... we techies should not come here ... :-)
[/QUOTE]

Pls change "uni" to "unki" for further clarification :)

mukarrar mukarrar

dou dou thengay kioun dikhaatay ho bhai:bummer:

aik kaafi nahin thaa?:frowning:

oh acchaa samjhaa:blush: doosray wala meray liyeh “thumb up” thaa:blush:.. bahut accha kiyaa pehlay walaa who—me par bilkul custom fit huvaa hay;)

gadha bhi chota hogaya:hehe: