aik nazm kho gaye hai

***aik nazm kho gaye hai
duniya ki wosato’on main
kuch lafz is ke gum hain
neelay samandaron main
kuch harf mit gaye hain
mo’sam ki barishon main
is ka koi kinaya
badlon ne le liya hai
hanso’n ki dhajh main is ka
ahang kho gaya hai
unwa’an, ruftagan ke
khawabon main jagta hai
uljhi hoye hain rahain
main jin pe chal raha hoon
bikhray howay hain manzar
main jin main ghir gaya hoon
is munatshir jahan main
aik nazam dhondhta hoon

by: Sohail Ahmad Khan***

narm aur nazuk lafzo'N kaa haaR hai yeh nazm.
buhat khub.
thanks for sharin


**bhaRhe* chalo ke tajasus kaa naam iimaa'N hai*

Nice....


سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg

Even If You Are Basically Stupid
You Can Still Meet Nice People !

bohat pyari nazm hai! GTG thanx for sharing

nice GtG

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


Koi to ho jo mere wehshatooN ka saathe ho

Waaaao…GTG…this is beautiful

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


MeiN pal do pal ka shaaer hooN…

very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

thanks for sharing

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

buhat khoob GTG....

[QUOTE]
Originally posted by Gemini the Great:
*****aik nazm kho gaye hai
duniya ki wosato’on main
kuch lafz is ke gum hain
neelay samandaron main
kuch harf mit gaye hain
mo’sam ki barishon main
is ka koi kinaya
badlon ne le liya hai
hanso’n ki dhajh main is ka
ahang kho gaya hai
unwa’an, ruftagan ke
khawabon main jagta hai
uljhi hoye hain rahain
main jin pe chal raha hoon
bikhray howay hain manzar
main jin main ghir gaya hoon
is munatshir jahan main
aik nazam dhondhta hoon

ZABER10 GEMIMI BOHT KHOBSORAT NAZAM HAY
VERY NICE

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


lafzoon ko itamad ka lahja bhi chahey
zikrey saher baja hay yaqeeney saher bhi chahaey

Gtg Beautiful

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~