"Safar meiN Shauq-e-Safar saath le ke chaltaa hooN
Jamaal-e-Qalb-o-Nazar saath le ke chaltaa hooN"
bohat khoob ... Tassneef !!
aur khubsoorat andaaz-e-bayaan ... very nice !
keep it up !
aur by the way, yes we can also see your new background.. nice change !
juMurA
July 13, 2002, 5:23pm
22
Nayab
July 14, 2002, 2:29pm
23
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**Please let me know if you are seeing following Image also as Background? did you notice?:-
http://www.gupistan.com/gallery/1/Image18.jpg
Hmm dost jee aap ko kia ho gaya hai…aap ko esha image kion nazaar a raha hai ..jab keh esha to kuch bhi nahin …Pichay ka background to bilkul saaf hai …
hmmm he he daar ghay aap keh pata nahin aap ko kia ho gaya hai ..keh siraf aap ko hi nazaar a raha hai …Eshi baat nahin hai ..hum to mazaak kar rehe thay…humhe bhi nazaar a raha hai …aur siraf main aur aap hi nahin balke mere khyaal seh sab ko hi nazaar a raha ho gha…Isliye pareshan hone ki zaroorat nahin
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
[quote]
Originally posted by Nayab:
**

hehe zara gHaur se dekheiN..Chashmaa laga kar keh yeh konsi back ground hai…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Thanx Jamuraa and Mahaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
Nayab
July 14, 2002, 5:06pm
25
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
** hehe zara gHaur se dekheiN..Chashmaa laga kar keh yeh konsi back ground hai…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Mujhe chashmaa laganeh ki kohi zaroorat nahin hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif
Yeh ab esha background a gaya hai ..pehlee to esha nahin tha
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
to pehle kaissa thaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
system
July 15, 2002, 12:22am
27
thanx behnaaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
and aap ke 1000 post Mubarak..wahaan thread bhi aapkelyie khuli hui hai aapko patta hi nahiN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
are you
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/sleep.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/sleep2.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**