ImranQ
1
garbar hai sub garbar hai
pait mei maroor hai, zubaN pay chalay haiN
taang may dard hai, aankh dukhti hai
bemarioN ka palandar ban gaya hooon
kisi kay bailan say dar gaya hooooN
jooti hay uthai us na-hanjar nay jab say
bhagnay 100 meel say lag gaya hooN
Emmy say jo kaha BB dawai do
boli dawai choro mujh say duhai lo
Anokhay Shugli Nanay (ASN) ko jo bulaya
bola abhi dus female patients ko dekh kay aaya
zoor say jo Rapy ko aawaz lagai
boli filmfare ka time hai, tou chal mei aaye
thak haar kay jo pukara mei nay sac
bola, jo jae ga sahi bas kha tou cake
*** Khatam shud ***
crying:
Sadaf
2
Re: aik mazloom patient ki faryad
Mungle budh!
ImranQ
3
Re: aik mazloom patient ki faryad
kia khana pakaya khud 
Sadaf
4
Re: aik mazloom patient ki faryad
aur kia har roz khud pakati hoon 
fghd
5
Re: aik mazloom patient ki faryad
pait may teray dard hai maloom hai tujhay Q
touN dheeet hai abb rahay ga jouN ka touN
kaka meray chourr day yeh larki ka deewana pun
Q har waqt dikhata hai bilawajah sabb ko apna pun
paani may namak mila kar peeta jaa
bhagta kidher meri fees tou dayta ja
zindah bach gaya tou kal ana doobara
MM will buy you a new red ghoobara :D
Re: aik mazloom patient ki faryad
first thign patient kahaaan say masoom haii ,
this one is noce emm
**paani may namak mila kar peeta jaa
bhagta kidher meri fees tou dayta ja
so u more interested in ur fees ,
**
ImranQ
7
Re: aik mazloom patient ki faryad

apna pun dekhanay ka maqsad kuch aur hai
meri nazar tou larkiooN kay paisoN per hai
ghoobara bhi looNga aur ice cream bhi milay gi
MM mujhay lay kay day gi bohat sari chocolate bhi
biscutoooN kay dabbay hongay meray pass
phir mei karoonga us kay dil pay raaaaaj
paisoooN ki jahan tak baat hai Emmmmy
MM say mango meray pass nahi pennny

namak mila pani peena jo c
fghd
8
Re: aik mazloom patient ki faryad
jaaa jaa satiyaanaas kar diyaa sari rhyming ka
koushish karta hai larki kay dil par climbing ka
beta umer teri guzr gayee aisey khailouN ki
ja koi kaam kar, laga koi dukaan thailouN ki
work hard and try to become a famous person
b4 ur time on this GS get day by day worsen
take my advice my child, me no ghalat saying
may u get married soon, all ur sis are praying
acha abb itni hi dawaa kaafi hai tumharay liyeh
tujhay pait dard ho again, meray paisey nahee diyeh:bailan:
