aik mazay ki baat mein aap sub ko bataaon ub aap yeh mat kehnay lag jaana that this thread should be posted in the joke section or it should be moved. tau mazay ki baat yeh hai kay mere abu jaan ko mere bhai ne phone per fool banaiya aur wo ban gaaiye. fool us ne is tarhan banaaiya kay mein aap ka koi bohat he azeez ristaydaar bol raha hoon. jub mere abu jaan ko wo fool banaata hai tau wo ban jaatay hain aur ammi kehthi hain kay aap apnay he baitay ki awaaz nahi pehchaan saktay:). Mera tau hans hans kar pait mein dard ho gaiya hai.
Re: aik mazay ki baat
^ kitnee ajeeb bat hay k
hansnay say pait main derd hota hay
phir log kion kehta hay yaar hansa kero jaan banao
yahan to jaan nikal jatee hay
Re: aik mazay ki baat
:)
Re: aik mazay ki baat
^ kionn tabassumm ferma rahe ho ?
Re: aik mazay ki baat
my bro did this once to my other bro.
n ma frnd this with me once too. but u cant imgine wat i did with her. ![]()
Re: aik mazay ki baat
aaichay hi:phati:
nahi to wo **chahsm-e-num **aa jae gi:vivo:
Re: aik mazay ki baat
^ ha ha ha ha
to tumko tabbasum achee lagee ; )
Zobia > we cam imagin : P
Re: aik mazay ki baat
problem_girl u r right lakin laug kehtay hain kay jo hasta ziyaada hai us kay dukh bhi pir ziyada hotay hain. Kya yeh sach hai.
Re: aik mazay ki baat
haan bilkul
aap ki dostoon ke kuch ziada mushkil naam nahi
Re: aik mazay ki baat
^ mere koi dost nahi ...sub baganay ki shaadi main abdullah hain : )
ps>tum ko mere batain samjh main ateen hain ??? ; )
Re: aik mazay ki baat
[QUOTE]
roblem_girl u r right lakin laug kehtay hain kay jo hasta ziyaada hai us kay dukh bhi pir ziyada hotay hain. Kya yeh sach hai.
[/QUOTE]
tweety > haan log nazar laga daytay hain na : )
Re: aik mazay ki baat
mujhe to kisi ki batein samajh nahi aati
penguins ka top floor chota hota haina:@:
Re: aik mazay ki baat
^ how lucky u r
punjabi main kahawat hay
jay aqal howay tay soochan ee soochan
jay aqal na howay tay mojaan ee mojaaaan
translate keroon ?
Re: aik mazay ki baat
nai samjh aa gai
aur agar akal na bhi ho to saray jahan ke tanay ![]()
Re: aik mazay ki baat
kis kisam kay mazay ki baat thi :aq:
sweet ya sour?
either my tastebuds are not working or that was tasteless
Re: aik mazay ki baat
baaki saaray laug tau hans rahay hain. ub aap ki samajh mein nahi aai tau hum kiya karain.
Re: aik mazay ki baat
oh are we suppose to laugh?
should’ve said so… here ![]()
j/k