!!aik Larki!!

dekh kar jis ko waa-iz e nadaaN
meray seenay ki aag bhaRki hai
teri jannat ki koee hoor nahee
meray daftar ki aik laRki hai

Naresh kumar “shaad” Dehlavi

** daikh kar tum qadam rakho MIRZ
warna ik baar hogy phir RUSWA
jald jannat ke hoor dondh lo tum
taa k boly tumhay koi ABBA :D

good luck... :)

welcome back unkle shaam..:)

ohhhhhhh sham uncleeeeeee kaha thay ap
welcome back :hug:
we missed u shooo much sachiii
abhi kal hi paglee siso say aur aur kisi say ap ki baat horahi thi