Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa *blush*

gobhi kaY phooloN kaY khwaab? abay naalaaiq… sunaa bhee hai yaa title paRh kar comment maar diyaa :hehe:

aap kaY kaanoN ko kiyaa huvaa? noli phobia?

gobhi kaY phooloN saY lift leni bhee naheeN hai… aap hee pareshaan hoiye iss muaa’mlaY maiN :smiley:

wohi :fatee: