![]()
:).......Lagta hai aap larkion se ukta gai hain AQ Bhai...........:)
Tum itnaa jo muskuraa rahai ho
kiya gha’m hai jo chupa rahai ho ![]()
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
lagta hai, uss mundy ki jaga subzy mundy ho ayee hain ghulty se, ![]()
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
:p
Becharay bandaron ki to izzat rakhni thi. :D
yaar… tum intehaai waahiyaat insaan ho imaan say…!
:(
:(
abb neelaa thoThaa kiouN khaa liyaa...?
TeHro... maiN tum par tyfoon chiRak dooN zara :p
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
Lafanter Bhai, aap bhi kuch gaayey naa, dheemi si awaaz mein. ![]()
(Mera dil nahy abe oo lable…)
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
dheemy!
mrei recording raat ko hoty hai, sub soye parey hotey so
main zeyada awaz nahy nikal sekta
muj boory
haha.. jharoo ka tinka..! aur gobi ka phool.!! hahah kia baat hai..
zabardast yaar..!! ![]()
Ab only I can imagine..!! hahahah
abay mere ko ab samajh aayee.. Lafanter chacha.. is umar main bhi..? lol
dulatiyan uthaying.. jootay dekhing.. dulatiyan wapis rakhing.. aur ahista ahista challing.. ![]()
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
AQ , khuwab dekhnay par koi kharcha nahi paRta, aur dekho : )
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
uff mere kaan ^o) lolzz @ gard-o-Ghubaar
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
Aab koi larki tumhein lift nahin karwaee gee. ![]()
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
SO who is this larki then ![]()
gobhi kaY phooloN kaY khwaab? abay naalaaiq… sunaa bhee hai yaa title paRh kar comment maar diyaa ![]()
aap kaY kaanoN ko kiyaa huvaa? noli phobia?
gobhi kaY phooloN saY lift leni bhee naheeN hai… aap hee pareshaan hoiye iss muaa’mlaY maiN ![]()
wohi ![]()
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
hahaha
stuff stuff AQ unkil.. chah gaye dost ![]()
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
AQ - yes you are right, maine voice msg nahi suna tha, waise hi chungay mai reply maa diya tha. Agli daffa sun kar karoonga : )
sure hain na woh larki hi thee? ![]()
Re: Aik LaRki ko dekha tau aisaa lagaa blush
awwww AQ is in love awwwwwwww :D