Sub ko mera Salaam
Meri aik pasandeeda Nazam ap k samnay hai
Zindagi ki raahoon main
aik lamha lagta hai
dil kisi pay anay main
aik lamha lagta hai
mujh ko bhi mila tha woh
jisko dekhtay hi dil
beytahasha dharka tha
mujh say kehraha tha woh
tum say pyar hai mujhko
muskura key main ney bhi
phool lay lia uss sey
hath, hath main lay ker
pyar key ata karda asmanoon pey
hum dono chahatay they sath urhana
asmaan pey jevan bhar
koi urh sakha hai kiya?
hath, hath say chohta
aik sitara jo tuta
tab khabar hui mujh ko
Aik lamha lagta hai
dil kay tooth janay main aur Umar
lagti hai Kirchiyaan uthanay main
(mafi k sath key subject main meri koshish ghalti sey likh dia)
asmaan pey jevan bhar
koi urh sakha hai kiya?
hath, hath say chohta
aik sitara jo tuta
tab khabar hui mujh ko
Aik lamha lagta hai
dil kay tooth janay main aur Umar
lagti hai Kirchiyaan uthanay main
Re: Aik lamha lagta hai dil kay tuth janay main (meri koshish)
[QUOTE]
*Originally posted by Kainaat: *
Sub ko mera Salaam
Meri aik pasandeeda Nazam ap k samnay hai
Zindagi ki raahoon main
aik lamha lagta hai
dil kisi pay anay main
aik lamha lagta hai
mujh ko bhi mila tha woh
jisko dekhtay hi dil
beytahasha dharka tha
mujh say kehraha tha woh
tum say pyar hai mujhko
muskura key main ney bhi
phool lay lia uss sey
hath, hath main lay ker
pyar key ata karda asmanoon pey
hum dono chahatay they sath urhana
asmaan pey jevan bhar
koi urh sakha hai kiya?
hath, hath say chohta
aik sitara jo tuta
tab khabar hui mujh ko
Aik lamha lagta hai
dil kay tooth janay main aur Umar
lagti hai Kirchiyaan uthanay main
(mafi k sath key subject main meri koshish ghalti sey likh dia)
[/QUOTE]