Muhubat hu gai. Woh larki ke bhaion ke pass gya aur bola main is se shadi kerna chata hon:love: Aur kuch bhi ker sakta hon is ke liey. Bhaion ne kaha aik shrt per is ki shadi ker sakty hain tum seke tum Musalman hujaon:faizy: Larky nekahakal hi lo. Agley din woh nahaiya dhoiya aur Molvie sahab ke pas giyaaur kalma perh liya. Khushi khushi Lakri ke bhaion ke pass giya aur bola Now I am a mulsim.
Bhai boley sirf Molvie sahab:aq:
Mian Muslim honey ke liey sirf Mlovie nahi Naai ke paas se bhi hoker ana tha:wink:
Yaqen nahi ata waisey mery twin bros ki Allah jhoot na bulwaey 1st ya 2nd grade main they tab hoi:cb: Grade main garmion ki chution main they shaid tab hoi, Ju on ki chal ka hal howa tha ufff