Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua...! Nend Pori Na Hui, Khwab Mukammal na hua
Tashreeh: Is shair me shayir ko subha jaldi uthtey huwe m0at arahi haI;)
Tashreeh: Is shair me shayir ko subha jaldi uthtey huwe m0at arahi haI;)
Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
![]()
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
Tashreeh k saath Shair post kia hy…phr bhi:hayaa:
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
hahahahahahahahahah :d
GOD baat kahan ki kahan le gaye hein aap ![]()
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
By The Way VERY NICE :k:
Subha subha uthte Howe mout to sab ko ati hai ![]()
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
Subha subha uthte Howe mout to sab ko ati hai
ye aapko kisne kaha ![]()
agar me na uthoon to sara din apne aapko kosta rehta hoon ![]()
I hateeeeeeeeeee sleeping :d
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
Subha subha uthte Howe mout to sab ko ati hai
:no: Jinhayn Apni ZimayDaariyon ka Ehsas hot hy…Unhay Subha subha uthty Howy mout nhi aati
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
ye aapko kisne kaha
agar me na uthoon to sara din apne aapko kosta rehta hoon
I hateeeeeeeeeee sleeping :d
![]()
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
Nend Pori Na Hui, Khwab Mukammal na huaTashreeh: Is shair me shayir ko subha jaldi uthtey huwe m0at arahi haI;)
aajkal to subh garam bister choRna zehr lagta hai.. kabhi kabhar to dil chahta hai, haRtal ho jae
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
aajkal to subh garam bister choRna zehr lagta hai.. kabhi kabhar to dil chahta hai, haRtal ho jae
Buri baat hy…haRtal ka naam na lyn
Bohat sy Bay-Gunah+Kuch GunahGaar logon k Khoon k baad Nobat aati hy…haRtal ki…![]()
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
Buri baat hy…haRtal ka naam na lyn
Bohat sy Bay-Gunah+Kuch GunahGaar logon k Khoon k baad Nobat aati hy…haRtal ki…
nahin.. kabhi kabhaar munh maari wali firing ke baad bhi to hoti hai.. jaise Zulfiqar Mirza ke waqt hui thin..
khair Allah sab ke rizq ka zareea khulla rakhe.. waise hi logon k masa’il boht hain
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua...!
nahin.. kabhi kabhaar munh maari wali firing ke baad bhi to hoti hai.. jaise Zulfiqar Mirza ke waqt hui thin.. khair Allah sab ke rizq ka zareea khulla rakhe.. waise hi logon k masa'il boht hain
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua...!
Apni tareef khud :p
Re: Aik Hi Masla Zindagi Bhar Hal Na Hua…!
Apni tareef khud
Farigh ho banada to aisa hi kuch krta hy…