aik haqeeqat

Yeh laghzish ehtraman ho ghai thi
Jawani ko burhapa keh dia tha
Woh bibi aaj tak hafa hai hum sey
Jisey bhooley sey appa keh diya tha

:hehe:

Re: aik haqeeqat

[QUOTE]
*Originally posted by MindlessGenius: *

                 Woh bibi aaj tak hafa hai hum sey
                 Jisey bhooley sey appa keh diya tha 

[/QUOTE]

GS par agar kisee ko aapa bolo to buhat khhush hotee hain larkiaan;)

ho sakta hai

mein yeh ghalti aik dafa ker chuka hoon ab baar nhein keroon gha

waisy suna hai lerkiaaaan jisey dil sey bhai nhein samjhteen usey moonh bola bhai bana leti hain mein moonh bola bhai bananey k liyey tyaar hoon har waqt :P:D

Lol :hehe: :hehe:

:hehe: