TERI KHUSBOO MERI DUNIA KO SAJANAY AYE
GULO’N KI TARAH’N MAHAKNAY K ZAMANAY AYE
TEERGI E SHAB TU AB ANJAAM KO APNAY POHNCHI
KON JANAY K NAYA DIN KIA DIKHANAY AYE
TERAY TALKHI MAI BUJHAY LAFJ SABT HAIN DIL PR
MERAY JEENAY KO PHIR IK ZAKHM NAYA LAY AYE
TUJH SAY MILNAY K LIYE,TUJH SAY NA MILNAY K LIYE
MERAY LABON PAY JANAY KITNAY BAHANAY AYE
TERAY UTHTAY HUAY HATHON KI DUA HO JAON
KAISAY KAISAY HAIN KHAYAL DIL KO DUKHANAY AYE
MERAY SEENAY MAI MRA DARD HAI POSHEEDA HAYA
GER MILAY KHABR USSSAY, AUR SATANAY AYE
by RABIA RANA(HAYA SHAH)
Sannan
August 9, 2006, 8:25am
2
Re: AIK GHAZAl.............
TERAY UTHTAY HUAY HATHON KI DUA HO JAON
KAISAY KAISAY HAIN KHAYAL DIL KO DUKHANAY AYE
Haya G Buhat Khubsurati Say Alfaz ka istamel Kia hay Aap nay ..... Kia khubsurat Sh'er kaha aap nay "*TERAY UTHTAY HUAY HATHON KI DUA HO JAON" ......... ek she'r yaad aya .... *
Jahan Pholoon Ko Khlina Tha Wahain Khiltay To Acha Tha
Tumhi Ko Hum Nay Chaha Tha, Tumhi Miltay To Acha Tha
Keep sharing your nice poetry with us ....
Re: AIK GHAZAl.............
excellent rabia g........
Re: AIK GHAZAl.............
thnx Sannan n MG
Re: AIK GHAZAl.............
**TUJH SAY MILNAY K LIYE,TUJH SAY NA MILNAY K LIYE
MERAY LABON PAY JANAY KITNAY BAHANAY AYE * *
wahh gee wahh buhat allaaa
Re: AIK GHAZAl.............
Very nice Rabia Rana
Who is Haya Shah???
Re: AIK GHAZAl.............
thanx a lot frndz........and nstar Haya Shah mera takhallus hai
Re: AIK GHAZAl…
TERAY UTHTAY HUAY HATHON KI DUA HO JAON
Buhat Khub Rabia!Yeh misra tu Ghazal ki Jan hy
Re: AIK GHAZAl.............
mind blowing , amazing , lovely. aisi pyari poetry share kartie raha kijiye.
Re: AIK GHAZAl.............
[QUOTE]
TERI KHUSBOO MERI DUNIA KO SAJANAY AYE
GULO'N KI TARAH'N MAHAKNAY K ZAMANAY AYE
TERAY UTHTAY HUAY HATHON KI DUA HO JAON
KAISAY KAISAY HAIN KHAYAL DIL KO DUKHANAY AYE
[/QUOTE]
Beautiful sharing....thnx...! ***
Re: AIK GHAZAl.............
thanx a lot guppi frndz
Re: AIK GHAZAl.............
superb...
Re: AIK GHAZAl.............
UJH SAY MILNAY K LIYE,TUJH SAY NA MILNAY K LIYE
***MERAY LABON PAY JANAY KITNAY BAHANAY AYE
tht nice .....
Re: AIK GHAZAl.............
awesome!
Re: AIK GHAZAl.............
wah ji wah.
rabia ji ur shairi is the best shairi i've read by a guppie so far.
Re: AIK GHAZAl.............
wah ji wah.
rabia ji ur shairi is the best shairi i've read by a guppie so far.
husn e nazar hai ap ka werna GS per MASHA ALLAH bht achay achay sho'ara hain
Re: AIK GHAZAl.............
Kamal ka likhtee hain aap waqiya hi "
TUJH SAY MILNAY K LIYE,TUJH SAY NA MILNAY K LIYE
MERAY LABON PAY JANAY KITNAY BAHANAY AYE
"
bohat khoob
Re: AIK GHAZAl.............
Mashalah very nice
Re: AIK GHAZAl.............
thanx a lot guppies..............