Janab Ehsan Bhai,
Bohat he naaguzeer wajohaat ki bina per mai app say yeh Iltijaa kerna chata houn
App yaqeenan towajoou fermayain gay
App jantain hai kay hum sub (taqreebun sub hi) achaay achaay gheranoun say talaq rukhtain hain
es ley yeh kehna galat na hoga kay hum sub bohat he shidad say nihayat hee shareef log hain
Eltijja yeh hai kay app gupshup, jo kay aik nihayat he shareef web-sheb hai, humain Ijazat dain kay,
koi himat keray aur aik " MOTI MOTI GAALI WALI " thread kholnay ki ijazat di jaye,
Mai nay suna hai kay yeh sehat kay leye bohat hi sahi elaaj hai.
Lekin app ko shayad meri sehat say koi dilchaspee na ho,lekin kum say kum
appna nahi to dosourun ka to khayal kerain , Meherbaani
Aur Bhi :: Es tarah kay haqooq duniya kay taqreebun her baray admi nay estamal kiya hai. Yahan taq kay ex president Clinton nay bhi kuch kuch aisa hi kiya tha Monia aunty kay saath,Hmmmm Sahi! ![]()