Aik Dua..

*Raat gaye
Aksur aisa bhi hota hai
Jaisey dil seenay main
Chup ho jata hai
Hur su
Ik undhaira ghup ho jata hai
Us lumhay
Bus aik dua yaad aati hai
Ya Rub
Tu ussey khush rakhna.. *

ameen

kis ko dua-ein dee ja rahi hain??

:)

HH: yaar, kuch pos bhi tou kerna hai na.. ;)

Ameen.....

bahut khoob dua hai :k: